Fri 3 Aug 2007
Baatein Hawa Hai Saari, Saari Ki Saari: CHEENI KUM
Hindi Songs Movie/Album Lyrix: Hindi FilmsNo Comments
Hindi Song Title: Baatein Hawa Hai Saari, Saari Ki Saari
Hindi Movie/Album Name: CHEENI KUM
Singer(s): AMITABH BACHCHAN, SHREYA GHOSHAL
Hindi Lyrics:
impress karne ke liye to log do sau rupai ke phool kharid lete hai
par yeh do ghante mein mar jaate hai
pata nahi kya impress karna chaahate hai log phool de kar ke
(baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun….) - 2
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun….
kehna jo chaahe, kyun keh na paaye
aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun….
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun….
impress karne ke liye mein aapko royal albert hall ka music sunaane le ja sakta tha
lekin agar app music sunte sunte emotional ho gayi
toh logo ko lagega maine app ko rula diya
(dekho na dekho na lagta ajooba hai
yeh khud hi jaane kya isaka mansooba hai) - 2
6 foot ki deewaar pe kyun, kyun dil ki khidki nahi
yeh dil ki baaton ko bhi jaanega nahin nahin
pallle pada hai kyun mere hi tauba
apani hi kehta hai, apani hi sunta hai, dekho na
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun….
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun…. (more…)
Hindi Song Title: You Are My Love