Anthony Kaun Hai


hey saahib-e-jamaal
ae saahib-e-jamaal
tu hain kamaal - 4
changa lagta tera chehra
changi lagti teri aankhen
changa lagta tera hasna
tu hain kamaal - 4
ae saahib-e-jamaal
tu hain kamaal - 4
changa lagta tera nakhra
changi lagti teri baatein
changa lagta tera chalna
tu hain kamaal - 4tu chain hain tu pyas hain tu aarzoo hain
dekhe jidhar meri nazar bas tu hi tu hain
tu chain hain tu pyas hain tu aarzoo hain
dekhe jidhar meri nazar bas tu hi tu hain
kahen meri paagal dhadkan
teri baahon mein raahat hain
tere ehsaas mein dooba mann
tujhe paane ki chahat hain
changa lagta tera nakhra
changi lagti teri baatein
changa lagta tera chalna
tu hain kamaal - 4
ae saahib-e-jamaal
tu hain kamaal…

main bhi yahaan tu bhi yahaan armaan jawaan hain
bole bina dil ke sabhi kisse bayaan hain
main bhi yahaan tu bhi yahaan armaan jawaan hain
bole bina dil ke sabhi kisse bayaan hain
o teri meri baat chali jana
mehfil mein rangraliyon mein
tere mere ishq ke charche hai
ho chauraahon mein galiyon mein
changa lagta tera nakhra
changi lagti teri baatein
changa lagta tera chalna
tu hain kamaal - 4
ae saahib-e-jamaal
tu hain kamaal…

because i love you - 2
because i love you - 2
kabhi tasavuur kabhi tasveer
banke mere dil mein rehti hai tu
kabhi tasavuur kabhi tasveer
banke mere dil mein rehti hai tu
o mere rehnuma o mere jaaniya
o mere rehnuma o mere jaaniya
dil mein rehti hai tu
because i love you - 2
because i love you - 2
o mere rehnuma o mere jaaniya
o mere rehnuma o mere jaaniya
dil mein rehti hai tu
because i love you - 2
because i love you - 2rubru jab tu aati hai
bekhudi deke jaati hai
aarzuen badhati hai chahat teri
mere dil ki panaahon mein
dilnashi teri raahon mein
rehti hai meri baahon mein raahat teri
gumsum gumsum rehti hai meri dhadkan
anjaane ehsaason mein paagal yeh mann
kabhi kaikasha kabhi dastaan
banke mere dil mein rehti hai tu
o mere rehnuma o mere jaaniya
dil mein rehti hai tu
because i love you - 2
because i love you - 2

hosh hai aur khumaari hai
chain hai bekaraari hai
ishq ki pehredaari hai ab har kahi
lamha lamha deewanapan
tanha tanha akelapan
suna suna lage jeevan
tum jo nahi
bechaini de rahi hai teri baaten
chahat se bheegi bheegi meri raaten
kabi zindagi kabhi aashiqui
banke mere dil mein rehti hai tu
o mere rehnuma o mere jaaniya
dil mein rehti hai tu
because i love you - 2
because i love you - 2
because i love you - 2
because i love you - 2
because i love you - 2

bhangraa paale paale - 2
haay o mere sang nain ladale
ho meri zindadi tu bana le
ho mujhe ab dil mein basa le
ho teri meri baat bana le
haay o mere sang nain ladale
ho meri zindadi tu bana le
ho mujhe ab dil mein basa le
ho teri meri baat bana le
ishq mein love sang daale
bhangraa paale paale
ho bhangraa paale paale - 4
ho mere sang nain ladale
ho meri zindadi tu bana le
ho mujhe ab dil mein basa le
ho teri meri baat bana le
ishq mein love sang daale
bhangraa paale paale
ho bhangraa paale paale - 4teri yeh adaayen teri yeh nigaahen
hosh-awaas udaaye
tere lashkaare karke ishaare
jaana mujhe paas bulaaye
teri zulfon pe teri nazron pe
main toh mar mar jaava
tere pehlu mein tere daaman mein chain-o-sukun main paava
teri baaton ne yaad kiya hai maine dil tujhe dil de diya hai
kaise main tujhe samjhaaun tune kaisa mera haal kiya hai
ho mere sang nain ladale
ho meri zindadi tu bana le
ho mujhe ab dil mein basa le
ho teri meri baat bana le
ishq mein love sang daale
bhangraa paale paale
ho bhangraa paale paale - 4

maine tujhe dekha maine tujhe chaha
tune mera chain churaya
tere chehre ko tere armaan ko
dhadkan vich hai basaya
o diljana tera main deewana tujhse hai bas yahi kehna
baahon mein chhupa le seene se laga le
tere bin ab nahi rehna
aashiq nahi koi tere jaisa
jaane toh dilbar naiyyo jaani
teri masti mein duba jaaye
gal dil meri gal naiyyo maane
ho mere sang nain ladale
ho meri zindadi tu bana le
ho mujhe ab dil mein basa le
ho teri meri baat bana le
ishq mein love sang daale
bhangraa paale paale
ho bhangraa paale paale - 4
ho mere sang nain ladale
ho meri zindadi tu bana le
ho mujhe ab dil mein basa le
ho teri meri baat bana le
ishq mein love sang daale
bhangraa paale paale
ho bhangraa paale paale - 4

jabse tumko dekha dekhaahi karate hai - 2
tumhi kuchh batalao issko kya kehate hai l o v e l o v e l o v e
jabse tumko dekha jeete hai marte hai - 2
tumhi kuchh batalao issko kya kehate hai l o v e l o v e l o v e(duniyaa lagane lagi koi sapanoki waadi
mausam pehale na tha kabhi itna gulaabi) - 2
aaj to mujhpe na jaane kaisi hai ye bekhudi l o v e l o v e l o v e
jabse tumko dekha jeete hai marte hai - 2
tumhi kuchh batalao issko kya kehate hai l o v e l o v e l o v e

(jaanam jaate ho udhar kaha chhodo ye najaare
aao apana najaara dekho dil mein hamaare) - 2
tum ho waha bhi yaha bhi ye kaisi jaadugari l o v e l o v e l o v e
jabse tumko dekha jeete hai marte hai - 2
tumhi kuchh batalao issko kya kehate hai l o v e l o v e l o v e

(tum mil gaye to badal gaye din jeevan ke
aake jaaye na bahar kabhi apane chaman se) - 2
jo bhi chaha wahi paaya apani yahi zindagi l o v e l o v e l o v e
jabse tumko dekha jeete hai marte hai - 2
tumhi kuchh batalao issko kya kehate hai l o v e l o v e l o v e

la la la la la - 4
l o v e l o v e l o v e - 2

no way no way - 4
without you o baby no way no way no way
without you o baby no way no way no way
tere bin jeena no way no way no way
no way no way kudiya jab aisa bole toh samjho
they are just kidding yaar
sanwariya tere bina jeena hai kya no way no way - 5
without you o baby no way no way no way
tere bin jeena no way no way no way
no way no way kudiya jab aisa bole toh samjho
they are just kidding yaar
sanwariya tere bina jeena hai kya no way no way - 5tanha tere bin jana kaise kategi raatein
khwaabon khayalon mein hai bas ab teri hi baaten
mere rubru tu hi tu sanam
teri raahon mein mere har kadam
without you o baby no way no way no way
tere bin jeena no way no way no way
no way no way kudiya jab aisa bole toh samjho
they are just kidding yaar
sanwariya tere bina jeena hai kya no way no way - 5

rabba o mere rabba jo na dilon se khele
chahe mujhe dil se jo aaisi haseena de de
gore gaalon mein kaale baalon ne
luta hai hamein in husn waalon ne
without you o baby no way no way no way
tere bin jeena no way no way no way
no way no way kudiya jab aisa bole toh samjho
they are just kidding yaar
sanwariya tere bina jeena hai kya no way no way - 5