June 2007
Monthly Archive
Fri 8 Jun 2007
Hindi Songs Movie/Album Lyrix:
Anthony Kaun Hai No Comments
no way no way - 4
without you o baby no way no way no way
without you o baby no way no way no way
tere bin jeena no way no way no way
no way no way kudiya jab aisa bole toh samjho
they are just kidding yaar
sanwariya tere bina jeena hai kya no way no way - 5
without you o baby no way no way no way
tere bin jeena no way no way no way
no way no way kudiya jab aisa bole toh samjho
they are just kidding yaar
sanwariya tere bina jeena hai kya no way no way - 5tanha tere bin jana kaise kategi raatein
khwaabon khayalon mein hai bas ab teri hi baaten
mere rubru tu hi tu sanam
teri raahon mein mere har kadam
without you o baby no way no way no way
tere bin jeena no way no way no way
no way no way kudiya jab aisa bole toh samjho
they are just kidding yaar
sanwariya tere bina jeena hai kya no way no way - 5
rabba o mere rabba jo na dilon se khele
chahe mujhe dil se jo aaisi haseena de de
gore gaalon mein kaale baalon ne
luta hai hamein in husn waalon ne
without you o baby no way no way no way
tere bin jeena no way no way no way
no way no way kudiya jab aisa bole toh samjho
they are just kidding yaar
sanwariya tere bina jeena hai kya no way no way - 5
Fri 8 Jun 2007
Hindi Songs Movie/Album Lyrix:
Andaaz No Comments
Shala La Baby O Shala La Baby
Baby Baby Shala La Shala La
Shala La Baby O Shala La Baby O
Shala La Baby O Shala LaAayejo Sapno Mein Baar Baar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar
Aayejo Sapno Mein Baar Baar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar
Aayega Ek Din Woh Mera Yaar
Aayega Ek Din Woh Mera Yaar
Main Uski Ho Jaaongi
Pyaar Mein Uske Kho Jaaongi
Mein Uski Hojaaongi
Pyaar Mein Uski Kho Jaaongi
Shala La Baby O Shala La Baby O
Shala La Baby O Shala La
Aayejo Sapno Mein Baar Baar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar
Aayejo Sapno Mein Baar Baar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar
Aayega Ek Din Woh Mera Yaar
Aayega Ek Din Woh Mera Yaar
Main Uska Ho Jaaonga
Pyaar Mein Uske Kho Jaaonga
Mein Uske Hojaaonga
Pyaar Mein Uske Kho Jaaonga
Shala La Baby O Shala La Baby O
Shala La Baby O Shala La
Aankhon Se Neende Churata Hai
Sari Sari Raat Jagata Hai
Betabiyon Ko Badata Hai
Mujhko Bada Tadpata Hai
Duniya Se Begana Hai
Mujhko Use Samjhana Hai
Dil Uska Deewana Hai
Ishq Hai Kya Ab Jana Hai
Uspe Karoonga Main Jaanisar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar
Uspe Karoonga Main Jaanisar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar
Aayega Ek Din Woh Mera Yaar
Aayega Ek Din Woh Mera Yaar
Main Uski Hojaaongi
Pyaar Mein Uski Kho Jaaongi
Main Uski Hojaaongi
Pyaar Mein Uski Kho Jaaongi
Shala La Baby O Shala La Baby O
Shala La Baby O Shala La
Mujhko Jiski Talaash Hai
Usko Nahin Ehsaas Hai
Woh Mere Kitne Paas Hai
Mere Liye Woh Khaas Hai
Mujhsa Kahin Nahin Payega
Itna Mujhe Tadpayega
Saath Mein Jab Woh Aayega
Wapas Phir Nahi Jayega
Cheena Hai Usne Mera Karaar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar
Cheena Hai Usne Mera Karaar
Hai Mere Dil Ko Aitbaar
Aayega Ek Din Woh Mera Yaar
Aayega Ek Din Woh Mera Yaar
Main Uski Hojaaongi
Pyaar Mein Uska Kho Jaaonga
Main Uski Hojaaongi
Pyaar Mein Uski Kho Jaaongi
Shala La Baby O Shala La Baby O
Shala La Baby O Shala La
Shala La Baby O Shala La Baby O
Shala La Baby O Shala La
Shala La Baby O Shala La Baby O
Shala La Baby O Shala La
Shala La Baby O Shala La Baby O
Shala La Baby O Shala La
Fri 8 Jun 2007
Hindi Songs Movie/Album Lyrix:
Andaaz No Comments
Aayega Maza Ab Barsaat Ka
Teri Meri Dilkash Mulakaat Ka
Aayega Maza Ab Barsaat Ka
Teri Meri Dilkash Mulakaat Ka
Maine To Sambhale Rakha Tha
Maine To Sambhale Rakha Tha
Tune Dekha To Kata Choot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Pardesi Mujhe Tu Loot GayaEk Bheegi Haseena Kya Kehna
Yauwan Ka Nageena Kya Kehna
Saawan Ka Manhina Kya Kehna
Baarish Mein Paseena Kya Kehna
Mere Hoto Pe Angoor Ka Jo Paani Hai
Mere Mehboob Tere Pyaas Ki Kahani Hai
Jab Gataon Se Boond Zor Se Barasti Hai
Tujhse Milne Ko Teri Jaaneman Tarasti Hai
Andaaz Jo Dekha Zaalim Ka
Andaaz Jo Dekha Zaalim Ka
Sabra Ka Bandh Mere Toot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya
Nazron Mein Chupale Der Na Kar
Yeh Doori Mitale Der Na Kar
Ab Dil Mein Basale Der Na Kar
Seene Se Lagale Der Na Kar
Badi Bechain Hoon Meri Jaan Main Kal Parso Se
Haan Mujhe Intezaar Is Din Ka Barson Se
Ab Rokega To Mein Had Se Guzar Jaaoongi
Hai Tadpayega Dildar To Mar Jaaoongi
Rehjaayenge Pyaase Hum Dono
Rehjaayenge Pyaase Hum Dono
Yeh Mausam Jo Hum Se Ruth Gaya
Maine To Sambhale Rakha Tha
Maine To Sambhale Rakha Tha
Tune Dekha To Kata Choot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya
Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se
Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya
Fri 8 Jun 2007
Hindi Songs Movie/Album Lyrix:
Andaaz No Comments
Aaj Kehna Zarori Hai
Aaj Kehna Zarori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Badi Mushkil Yeh Doori Hai
Haan Badi Mushkil Yeh Doori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua HaiTeri Chaahate Tera Andaaz Dil Mein
Chupaye Hai Barson Se Yeh Raaz Dil Ne
Teri Chaahate Tera Andaaz Dil Mein
Chupaye Hai Barson Se Yeh Raaz Dil Ne
Baate Karoon Main Hamesha Tumhari
Bada Di Hai Tumne Meri Bekarari
Ab Har Pal Sindoori Hai
Ab Har Pal Sindoori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Badi Mushkil Yeh Doori Hai
Badi Mushkil Yeh Doori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Zamane Ko Peeche Kahin Chode Hum
Chalo Aaj Saari Hade Tod De Hum
Zamane Ko Peeche Kahin Chode Hum
Chalo Aaj Saari Hade Tod De Hum
Sanam Aashiqi Ka Kaisa Asar Hai
Kaha Aagaye Hai Nahin Aab Khabar Hai
Saans Tumbin Adhuri Hai
Saans Tumbin Adhuri Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Aaj Kehna Zarori Hai
Aaj Kehna Zarori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Badi Mushkuil Yeh Doori Hai
Badi Mushkuil Yeh Doori Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Ke Tumse Pyaar Hua Hai
Fri 8 Jun 2007
Hindi Songs Movie/Album Lyrix:
Andaaz No Comments
Ishq Cheez Hai Aise Rabba
Jise Koi Saut Na Bhaaye
Koi Ishq Mein Sab Ko Mitade
Koi Ishq Mein Khud Mitjaaye
Maine Laakh Manaya Maane Na
Maine Phir Samjhaya Maane Na
Koi Khol Na Katon Pe Soye
Koi Chain Dilon Ka Na Hove
Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na HoveIse Aazmana Hai Mushkil Bada
Yeh Vaada Nibhana Hai Mushkil Bada
Zamane Ko Hai Ishq Se Dushmani
Yahan Dil Lagana Hai Mushkil Bada
Yeh Kya Hai Na Jaane Jo Aashiq Na Mane
Yeh Kya Hai Na Jaane Jo Aashiq Na Mane
Woh Pal Pal Tadapte Hi Jaave
O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Kahin Is Mein Rasmon Ki Deewar Hai
Kahin Is Mein Kasmon Ki Taqraar Hai
Koi Bhi Ise Rok Sakta Nahin
Yeh Har Dard Sehne Ko Tayaar Hai
Yeh Badnaam Kar De Saare Aam Karde
Yeh Badnaam Kar De Saare Aam Karde
Yeh Khwaab Na Koi Sanjoye
O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Rabba Ho Rabba Ho Rabba Ho
Kabhi Ishqpe Zor Chalta Nahin
Yeh Mausam Hai Woh Jo Badalta Nahin
Khuware Mein Iske Behak Jaaye Dil
Sambhale Se Bhi Sambhalta Nahin
Nasha Hi Nasha Hai Na Poocho Ke Kya Hai
Nasha Hi Nasha Hai Na Poocho Ke Kya Hai
Shola Shabnam Ko Dekho Bhigoye
O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Maine Lakh Manaaya Maane Na
Maine Phir Samjhaya Maane Na
Koi Khol Na Katon Pe Soye
Koi Chain Dilon Ka Na Khove
Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Fri 8 Jun 2007
Hindi Songs Movie/Album Lyrix:
Andaaz No Comments
Yeh Pyaar To Hai Ek Dhoka
Is Liye Maine Dil Ko Roka
Yeh Pyaar To Hai Ek Dhoka
Is Liye Maine Dil Ko Roka
Hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
Soch Ke Raat Bhar Hum Jage
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage KisiseBada Sidha Saada
Bada Bhola Bhaala
Hai Sab Se Juda Woh Deewana Mera
Abhi Faasla Hai
Magar Yeh Pata Hai
Haqeeqat Banega Fasana Mera
Bade Josh Mein Hai
Na Hum Hosh Mein Hai
Sambhaalo Hume Hum Behekne Lage
Bataye To Kaise
Chua Tumne Aise
To Hum Banke Khushboo Mehekne Lage
Ishq To Hai Hawaon Ka Jhoka
Is Liye Mein Dilko Roka
Ishq To Hai Hawaon Ka Jhoka
Is Liye Mein Dilko Roka
Hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
Soch Ke Raat Bhar Hum Jage
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Suhani Dagar Mein
Tumhari Nazar Mein
Khayalon Ki Duniya Basayenge Hum
Mohabbat Ki Ladiyan
Haseen Chand Ghadiyaan
Sanam Zindagi Se Churayenge Hum
Sajado Yeh Kesu
Churalo Yeh Khushboo
Mujhe Baazoo Mein Chupalo Sanam
Baharoon Mein Aake
Gale Se Lagake
Mujhe Apni Dulhan Banalo Sanam
Is Chaahat Mein Hum Ko Toka
Is Liye Main Dilko Roka
Is Chaahat Mein Hum Ko Toka
Is Liye Main Dilko Roka
Hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
Soch Ke Raat Bhar Hum Jage
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Fri 8 Jun 2007
Hindi Songs Movie/Album Lyrix:
Andaaz No Comments
Kitna Pagal Dil Hai
Kaisi Yeh Mushkil Hai
Bewaja Kisi Pe Aitbaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar KareKoi Samjhaaye Kaise
Ishq Na Kehna Maane
Ishq Kehte Hai Kisko
Jo Kare Wohi Jaane
Doob Jaate Deewane
Ishq Ki Gehraayi Mein
Bekaraari Milti Hai
Ishq Ki Tanhaayi Mein
Jo Khudko Bekaraar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Jo Khudko Bekaraar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Aasmaan Ke Taaron Ko
Haath Se Chule Kaise
Dilruba Ki Baton Ko
Dil Bhala Bhoole Kaise
Ishq Ki Saugaate Hai
Bekaraari Tanhayi
Yaad Kuch Dil Ko Aaya
Aankh Meri Bhar Aayi
Jo Kal Ka Intezar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Jo Kal Ka Intezar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Kitna Pagal Dil Hai
Kaisi Yeh Mushkil Hai
Bewaja Kisi Pe Aitbaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Jo Bhi Yahan Pyaar Kare
Jeena Dushwaar Kare
Fri 8 Jun 2007
Hindi Songs Movie/Album Lyrix:
Andaaz No Comments
Kisise Tum Pyaar Karo To Phir Izhaar Karo
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Kisipe Aitbaar Karo To Phir Ikraar Karo
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Yehi To Dil Churane Ka Andaaz Hota Hai
Ho Ho Ho Ho Ho
Kisise Tum Pyaar Karo To Phir Izhaar Karo
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Kahin Na Phir Der Ho JayeMohabbat Ka Ghum Hai Mile Jitna Kam Hai
Yeh To Zamana Nahin Jaan Paayega
Mera Jo Sanam Hai Zara Berahem Hain
Dekhe Mujhe Woh Dard Muskurayega
Dil Ko Aise Dilbar Pe Bhi Naaz Hota Hai
Ho Ho Ho Ho Ho
Kisise Tum Pyaar Karo To Phir Izhaar Karo
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Mubarak Sama Hai Khushi Ka Jahan Hai
Yeh Din Koi To Naya Gul Khilayega
Nazar Se Bayan Hai Yeh Woh Dastan Hai
Chaahat Ko Kaise Koi Bhi Chupayega
Aashiqo Ki Aankhon Mein Yeh Raaz Hota Hai
Ho Ho Ho Ho Ho
Kisise Tum Pyaar Karo To Phir Izhaar Karo
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Kisipe Aitbaar Karo To Phir Ikraar Karo
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Yehi To Dil Churane Ka Andaaz Hota Hai
Ho Ho Ho Ho Ho
Fri 8 Jun 2007
Hindi Songs Movie/Album Lyrix:
ALAG No Comments
leke dil lamha tanhaai ka
tham gaya sama yeh judaai ka
leke dil lamha tanhaai ka
tham gaya sama yeh judaai kakhaamosh kyon aawaaz hain
jaane chhupa kya raaz hain
huaan hain dil akela
andheron se nikal ke
aaya hain yeh ujaala deewaron se nikal ke
dekhi nahi aisi kahi duniya nayi sabse judaa sabse alag
sabse alag sabse alag aa sabse alag
aasmaan bata use kya huaan
ho aye khuda gunaah jaane kya huaan
aasmaan bata use kya huaan
ho aye khuda gunaah jaane kya huaan
badla sa kyon hain har raasta tu hi bata
dekha jo yahaan usne aaina badalke
paya sada hain usne yeh dil ko machalke
aaisa yahaan koi nahi haa
chehra mila woh hain judaa woh hain alag
sabse alag sabse alag aa sabse alag
aaisa dil dara dara tha yahaan
jaane kyon dara dara tha bataa
mujhko toh saathi aaisa mila
sehma sa tha woh iss bheed mein jo
tanha tanha tanha tanha
chala hain jabse woh zamane se sambhalke
mili hain use manzil haa kaanton pe chalke
hoga nahi aaisa koi ab dusra woh hain judaa woh hain alag
sabse alag sabse alag aa sabse alag
Fri 8 Jun 2007
Hindi Songs Movie/Album Lyrix:
ALAG No Comments
saanjh ki pighalti dhoop mein makhamali savera ghool gaya - 2
ohh chahaton ki mehki boond se surmai andhera dhul gaya
akhiyon mein sajdaave satrangi koi sapna - 2
dil mein hain teri yaad sajan phir kaise roye aankh
tu jo na ho mere paas toh kya phir bhi hain teri aaS
saanjhana o beliyaa raha jaaye na tere bina
piya piya laage na jiya piya piya laage na jiyarafta rafta chal rahi hain dhadkanon pe yeh rawani suno - 2
keh rahi hain zindagi ka rang koi aasmaani chuno
maahiya ve raanjhana ve tu hi mera aashana ve
saanjhana o beliyaa raha jaaye na tere bina
piya piya laage na jiya piya piya laage na jiya
chalte chalte band hothon ki zubaan bhi likh gayi hain yahaan - 2
kore dil pe in safon pe ??? ik nayi dastaan
maahiya ve raanjhana ve tu hi mera aashana ve
din ho ya raat bas tera pyar ??? hain mere zehan mein
bin tere raakh se lage hain khaak baadal bhi neele gagan mein
saanjhana o beliyaa raha jaaye na tere bina
piya piya laage na laage na laage na laage na mora jiya
laage na mora jiya
saanjh ki pighalti dhoop mein makhamali savera ghool gaya
chahaton ki mehki boond se surmai andhera dhul gaya
akhiyon mein sajdaave satrangi koi sapna - 2
dil mein hain teri yaad sajan phir kaise roye aankh
tu jo na ho mere paas toh kya phir bhi hain teri aaS
saanjhana o beliyaa raha jaaye na tere bina
piya piya laage na jiya piya piya laage na jiya
« Previous Page — Next Page »