June 2007


  • rafta rafta...
    (rafta rafta dekho dekho kya hogaya
    rafta rafta
    rafta rafta dekho dekho kya hogaya
    rafta dekho rafta ) - 2
    
    (rafta rafta jo tha begana tera huwa
    rafta rafta mera afsaana tera huwa
    dil ko naaz tere ishq se aashina) - 2
    rafta rafta jo tha begana tera huwa
    rafta rafta dekho dekho kya hogaya
    rafta rafta
    rafta rafta dekho dekho kya hogaya
    rafta dekho rafta
    
    tu hai meri subahon mein
    tu hai meri raaton mein
    tujse aur mein kya kahoon
    tu agar hai to, mein hoon
    tu vhaum hai mera, ya ke tera jaadu hai
    lagta hai ki phoolon mein, sirf teri khusboo hai
    dil ko naaz tere ishq se aashina
    rafta rafta jo tha begana tera huwa
    rafta rafta mera afsaana tera huwa
    
    lamha lamha tere bin zindagi adhuri thi
    tujhko paa ke jaana hain, kitni tu jaroori thi
    chaand taare dekhon to, yeh nazar bhi aata hai
    kehkashaa ke raste mein, tera ghar bhi aata hain
    dil ko naaz tere ishq se aashina
    rafta rafta jo tha begana tera huwa
    rafta rafta mera afsaana tera huwa
    dil ko naaz tere ishq se aashina
    (rafta rafta dekho dekho kya hogaya
    rafta rafta
    rafta rafta dekho dekho kya hogaya
    rafta dekho rafta) - 2

maula mere, maula mere maula mere, maula mere - 4
aankhein teri - 2, kitni haseen
ki inkaa aashiq, mein ban gayaa hoon
mujhako basaa le, iname tu
(ishq hai
maula mere, maula mere maula mere, maula mere - 2) - 3ki inakaa aashiq, mein ban gayaa hoon
mujhako basaa le, iname tu

mujhase yeh har ghadi, meraa dil kahe
tum hi ho usaki aarzoo
mujhase yeh har ghadi, mere lab kahe
teri hi ho sab guftagoo
baatein teri itni haseen, main yaad inko jab kartaa hoon
phoolon si aaye, khushaboo

rakh loon chhupaa ke main kahin tujhako
saayaa bhi teraa naa main doon
rakh loon banaa ke kahin ghar, main tujhe
saath tere, main hi rahoon
julfen teri, itni ghani
dekh ke inako, yeh sochataa hoon
saaye me, inake main jiyoon
(ishq hai
maula mere, maula mere maula mere, maula mere - 2) - 3

(meraa dil yahi bolaa, meraa dil yahi bolaa,
yaara raaj yeh usane hai mujh par kholaa
ki hai ishq mohabbat, jiske dil mein
usko pasand karta hai maulaa) - 3

tose nainaa laage - 2
tose nainaa laage piyaa savren nahi basamein ab ye jiyaa savren - 2
muhobbat to ek jaavedaa jindagi hai - 2
tose nainaa laage mili roshani tose man jo laagaa mili jindagi - 2
muhobbat to ek jaavedaa jindagi hai - 2muhobbat ki hai daasataa jindagi muhobbat naa ho to kahaa jindagi - 2
muhobbat to ek jaavedaa jindagi hai - 2
tose nainaa laage

shamaa ko pighalane kaa armaan kyun hai
patangeko jalane kaa aramaan kyun hai
isi shauk kaa imtihaan jindagi hai - 2

muhobbat jise baksh de jindagaani
nahi maut par khatm usaki kahaani

kaise jiyaa jaaye - 3 ishq bin
nahi koi insaan muhobbat se khaali
har ek ruh pyaasi har ek dil savaani
muhobbat jahaan hai wahaa jindagi hai
muhobbat naa ho to kahaa jindagi hai
tose nainaa laage mili roshani tose man jo laagaa mili jindagi - 2
muhobbat jise baksh de jindagaani
nahi maut par khatm usaki kahaani

(dilbar meraa door huaa mere dil kaa chain wo loot gayaa
woh gam kaa saayaa chhod gayaa is gam ke sivaa ab kuch na rahaa) - 2
aasu hi the aasu bhi ab beh gaye
dhadkan kahe ruk jaau main bas ab yahidhadkan kahe ruk jaau main bas ab yahi - 2
(meraa saayaa mujhase ruth gayaa ek sapanaa thaa wo toot gayaa
jo apanaa thaa woh chhot gayaa aisi kyun mili hai sajaa) - 2
aasu hi the aasu bhi ab beh gaye
dhadkan kahe ruk jaau main bas ab yahi

wo lamhe bikhare door kahi mayusi hai is dil mein basi
bas tanahaa hoon koi aas nahi ek dard bharaa aalam hai yahaa
main jindaa hoon par hosh nahi jab dilbar meraa saath nahi
bas chaahat hai koi josh nahi madhosh hoon ab kayaamat sahi

(dilbar meraa door huaa mere dil kaa chain wo loot gayaa
woh gam kaa saayaa chhod gayaa is gam ke sivaa ab kuch na raha) - 2

nazar barachi palak ballam ye bhotaalwaar hai dono
gajab ye kaarkhaanaa hai jahaa hatiyaar dhalate hailelo lelo lelo lelo lelo lelo havaa majhedaar
banglaa khulaa khulaa - 3
naa zarokhaa - 2 naa koi hai kiwaad
baglaa khulaa khulaa - 3

meraa baglaa badaa niraalaa koi lagaa naa isame taalaa - 2
koi lagaa naa isame taalaa chaahe itanaa chaahe utanaa
chaahe jitanaa churaao sarkaar (banglaa khulaa khulaa - 3)

bangale mein hai tanhaai chup baithi hai shehnaai - 2
chup baithi hai shehnaai chaahe aise chaahe waise
chaahe jaise baajaao mere yaar (banglaa khulaa khulaa - 3)

savaare husn ko jab ishq tab bajati hai shehnaai
kare baate nazarase jab nazar milati hai tanhaai
nazar daryaa nazar saagar nazar ji le tarannum hai
gajab kaa ye jalaaje hai jahaan lehare behkati hai
virhan sabkuch hai sehti madhosh havaaye behti - 2
madhosh havaaye behti chaahe aar karo yaa paar
chaahe aar karo yaa paar (banglaa khulaa khulaa - 3)

tum jo mile armaan jage
sapnen kai sajne lage
na jaane kahaan dil kho gaya
aahista aahista
tum jo mile armaan jage
sapnen kai sajne lage
na jaane kahaan dil kho gaya
aahista aahista - 2
tum jo mile armaan jage
sapnen kai sajne lage
na jaane kahaan dil kho gaya
aahista aahista - 2teri baaten teri yaaden kar gayi woh asar
har jagah bas tu hi tu hai dekhu mein jidhar
dekhu mein jidhar
yeh faasale yeh duriyaa ban jaane do nazdeekiyan
na jaane kaha dil kho gaya
ahista ahista - 2

chahata hoon rok loon main yeh jaate hue lamhe
bhul ke main saari duniya chahu bas tumhe
chahu bas tumhe
saari umar jee loon yahi tumse judaa hona nahi
na jaane kahaa dil kho gaya
hey hey hey
aahista aahista - 2

ishq ne tere ishq ne - 5
kar diya - 2 bekhabar
ishq ne tere ishq ne
kar diya - 2 bekhabar
bechain shaam-o-sehar - 2
bas tujhe yaad karta hoon main raat bhar - 2
ishq ne tere ishq ne
kar diya - 2 bekhabar
bechain shaam-o-sehar - 2
bas tujhe yaad karta hoon main raat bhar - 2
ishq ne tere ishq ne - 2ahista ahista saathiya
tumne koi jaadi hai kiya
ahista ahista saathiya ho
tumne koi jaadi hai kiya
ho meri jawani ki kahani
dubi hai tere pyar mein
ho ja tu ho ja meri ja
baitha hoon tere intezaar mein
khoya hoon tere pyar mein
ishq ne tere ishq ne - 2
kar diya - 2 bekhabar
bechain shaam-o-sehar - 2
bas tujhe yaad karta hoon main raat bhar - 2

maine tumhe chaha jis tarah
chahega na koi iss tarah
maine tumhe chaha jis tarah ho
chahega na koi iss tarah
chahat meint teri main toh yara
na jaane kya kya ho gaya
bhula main saari duniya ko
khwaabon mein tere kho gaya
chain bhi mera kho gaya
ishq ne tere ishq ne - 2
kar diya - 2 bekhabar
bechain shaam-o-sehar - 2
bas tujhe yaad karta hoon main raat bhar - 2
ishq ne tere ishq ne - 4

dil lagiya na lagiya dil lagiya lagiya
dil lagiya na lagiya dil lagiya na lagiya - 5
dil lagiya na lagiya dil lagiya na lagiya - 5
tanha tere bagair ab jiya jaaye na
dil lagiya na lagiya dil lagiya na lagiya
tanha tere bagair ab jiya jaaye na
dil lagiya na lagiya dil lagiya na lagiya
duniya saari hai gair ab jiya jaaye na
dil lagiya na lagiya dil lagiya na lagiyamain hoon jahaan tu hai wahaan
har pal yeh ehsaas hain
meri hasi meri khushi
tu hi meri aas hain
dil lagiya na lagiya dil lagiya na lagiya
chhotegi na tootegi na ab aas ki doriyan
honi hi thi lo ho gayi yaara khatam duriyan
tanha tere bagair ab jiya jaaye na
dil lagiya na lagiya dil lagiya na lagiya
duniya saari hai gair ab jiya jaaye na

dega bata tera pata bole hai dhak dhak jiya
aankhen jhuki saansen ruki kehne lagi hai piya
dil lagiya na lagiya dil lagiya na lagiya
tu jo mera koi gila mujhko raha hi nahi
khudpe nahi jitna yakeen tujhpe hai utna yakeen
tanha tere bagair ab jiya jaaye na
dil lagiya na lagiya dil lagiya na lagiya
duniya saari hai gair ab jiya jaaye na
dil lagiya na lagiya dil lagiya na lagiya - 2

Yeh Pyaar To Hai Ek Dhoka
Is Liye Maine Dil Ko Roka
Yeh Pyaar To Hai Ek Dhoka
Is Liye Maine Dil Ko Roka
Hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
Soch Ke Raat Bhar Hum Jage
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage KisiseBada Sidha Saada
Bada Bhola Bhaala
Hai Sab Se Juda Woh Deewana Mera
Abhi Faasla Hai
Magar Yeh Pata Hai
Haqeeqat Banega Fasana Mera
Bade Josh Mein Hai
Na Hum Hosh Mein Hai
Sambhaalo Hume Hum Behekne Lage
Bataye To Kaise
Chua Tumne Aise
To Hum Banke Khushboo Mehekne Lage
Ishq To Hai Hawaon Ka Jhoka
Is Liye Mein Dilko Roka
Ishq To Hai Hawaon Ka Jhoka
Is Liye Mein Dilko Roka
Hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
Soch Ke Raat Bhar Hum Jage
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise

Suhani Dagar Mein
Tumhari Nazar Mein
Khayalon Ki Duniya Basayenge Hum
Mohabbat Ki Ladiyan
Haseen Chand Ghadiyaan
Sanam Zindagi Se Churayenge Hum
Sajado Yeh Kesu
Churalo Yeh Khushboo
Mujhe Baazoo Mein Chupalo Sanam
Baharoon Mein Aake
Gale Se Lagake
Mujhe Apni Dulhan Banalo Sanam
Is Chaahat Mein Hum Ko Toka
Is Liye Main Dilko Roka
Is Chaahat Mein Hum Ko Toka
Is Liye Main Dilko Roka
Hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
Soch Ke Raat Bhar Hum Jage
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise

yaadon ki
yaadon ki
parchhaiyya tanhaaiyya
tumse hi hai - 3
tum dil mein shareek hue
ahista ahista - 3
ruh ke kareeb hue
ahista ahista - 3
ahista - 3
tum dil mein shareek hue
ahista ahista - 3
ruh ke kareeb hue
ahista ahista - 3
ahista - 3zindagani teri aashiqui hai
tujhse hi meri har khushi hai
saansen meri yeh tujhmein basi hai
yaadon ki parchhaiyaan tanhaiyyan
tumse hi hai - 3
tum dil mein shareek hue
ahista ahista - 3

chahaton ka yeh jo silsila hain
baarishon ka yeh jo kaafila hain
meri anjuman hai tujhse mila hain
yaadon ki parchhaiyaan tanhaiyyan
tumse hi hai - 3
tum dil mein shareek hue
ahista ahista - 3
ahista…

Next Page »